Yeh Nigahein nigahein nigahein jhuki jhuki
Appni aahein labon ki hado per ruki ruki
haaye
Yeh Nigahein nigahein nigahein jhuki jhuki
Appni aahein labon ki hado per ruki ruki
Haaye
Mehfil mehfil kyun deewana
Yeh parwana ghomta hai
Jal jayega janta hai
To kyun shama ko chumta hai
Yeh Nigahein nigahein nigahein jhuki jhuki
Khobsurat si surat hai inmein basi basi
Ki sharbati in aankhon mein basa hai kyun bolo
Ki bola na palak utha ki raj dil to kholo
JO tum nahi to gum nahi
Shamaye bhi to kam nahi
Ka honge ki hum nahi
Yeh nigahein nigahein jhuki jhuki
Appni aahein labon ki hado per ruki ruki
Mehfil mehfil kyun deewana
Yeh parwana ghomta hai
Jal jayega janta hai
Per shama ko chumta hai
Nazar mile to ek khahar sa ban ke tut legi
Yeh khwahise haya ki sarhado ko tog dengi
Nazar mile to ek khahar sa ban ke tut legi
Yeh khwahise haya ki sarhado ko tog dengi
haan
jao na ajee jao bhi
jao na ajee jao bhi
zindagi mein waise bhi gum koi kam to nahi
Yeh Nigahein nigahein nigahein jhuki jhuki
Khobsurat si surat hai inmein basi basi
Mehfil mehfil kyun deewana
Yeh parwana ghomta hai
Jal jayega janta hai
Per shama ko chumta hai