Woh kaun thi
Tamaam shehr us ke
Husn mein ghoom tha
Woh kya gei
Ke phir to mustaqil
Khizan ka mausam tha
Woh kaun thi
Tamaam shehr us ke
Husn mein ghoom tha
Woh kya gei
Ke phir to mustaqil
Khizan ka mausam tha
Woh khwab thi
Neend thi khusboo thi
Kya thi woh
Kya thi woh
Woh kaun thi
Tamaam shehr us ke
Husn mein ghoom tha,
Woh kya gayi
Ke phir to mustaqil
Khizan ka mausam tha
Kisi se na milti
Na woh baat karti
Magar muskarahat
Nigaahon mein hoti
Woh aei thi jaise
Kahin aasman se
Kisi kehkashan se
Na jaane kahan se
Jaane kahan se
Woh kaun thi
Tamaam shehr us ke
Husn mein ghoom tha
Woh kya gei
Ke phir to mustaqil
Khizan ka mausam tha
Woh aanchal samaite
Kitabein uthaee
Chali jaarahi hai
Nigahain chupaee
Bohat shoq se main
Qarib uske jaata
Woh nazrein dikhaati
To kuch keh na paata
Kuch keh na paata
Jaane kya tha un aankho mein
Dil ki dil mein reh gei
Woh kaun thi
Tamaam shehr us ke
Husn mein ghoom tha
Woh kya gei
Ke phir to mustaqil
Khizan ka mausam tha
Woh khwab thi
Neend thi khusboo thi
Kya thi woh
Kya thi woh
Woh kaun thi
Tamaam shehr us ke
Husn mein ghoom tha
Woh kya gei
Ke phir to mustaqil
Khizan ka mausam tha
Woh kaun thi…