Tuhi woh haseen hai
Tuhi woh haseen hai
Jis ki tasveer khayaalon me
Muddat se bani hai
Tuhi woh haseen hai
Tuhi woh haseen hai
Jis ki tasveer khayaalon me
Muddat se bani hai
Tuhi woh haseen hai
Tuhi woh haseen hai
Rukh-e roshan pe
Zulfen bikhraaye huye
Jaise chanda pe
Baadal ho chaaye huye
Maine dekha tujhe toh mera dil
Mujhe yahi kahne laga
Maine dekha tujhe toh mera dil
Mujhe yahi kahne laga
Dhoondhe nazren jise
Din-raat koi
Aur nahi hai
Tuhi woh haseen hai
Tuhi woh haseen hai
Meri awaara tabiyat ko
Ek raah-e mustaqil mil gayi
Ab na tarsoonga main rahaat ko
Mujhe khwaabo ki
Manzil mil gayi
Sange marmar ki
Moorat hai taraashi huyi
Meri aankho ko
Barso me tassalli huyi
Maine dekha tujhe toh mera dil
Mujhe yahi kahne laga
Maine dekha tujhe toh mera dil
Mujhe yahi kahne laga
Aisi hi kisi moorat ki
Mere Mandir me kami hai
Tuhi woh haseen hai
Tuhi woh haseen hai
Jis ki tasveer khayaalon me
Muddat se bani hai
Tuhi woh haseen hai
Tuhi woh haseen hai.