Mujhe purvi tarike se pala gaya aur mere pita ka naam bhi ek purvi naam tha
Mai bahar baraste hue pani me roya
Aur ek mausam, dusre mausam me badal gaya
Maine ek dil, subha ke Suraj ki tarah chamakta hua dekha
Usne mere hooth chue, bahot narmi se, apni ungliyo ke choor se
Lekin Maine baarish ko khud par barasne diya
Har waqt, har samay
Lekin Maine baarish ko apne upar barasne diya
Har waqt , har samay
Aur kuch cheeze zindagi me kabhi nahi badalti,
Waha ek Jung lagi zanzeer ki mehak hai
Aur vo pyaar Jo viman ki tarah gayab ho gaya
Maine baarish ko khudpar barasne diya
Har waqt, har samay
Maine baarish ko khud lar barasne diya
Har samya, har samay, har samay