Tum logon ki, iss duniya mein
Har kadam pe, insaan ghalat
Main sahi samajh ke jo bhi karoon
Tum kehte ho ghalat!
Main ghalat hoon toh phir kaun sahi (phir kaun sahi)
Marzi se jeene ki bhi main
Kya tum sabko arzi doon
Matlab ki tum sab ka mujh pe
Mujh se bhi zyada haq hai
Sadda Haq Aithe Rakh (X9)
Na na na...
Sadda Haq Aithe Rakh (x4)
Hey!
Inn qataaron mein yaa udhaaron mein
Tum mere jeene ki aadat ka kyun ghot rahe dum
Besalika main, uss gali ka main
Na jis mein haya, na jis mein sharam
Mann bole ke rasmein jeene ka harjaana duniya dushman
Sab begaana inhe aag lagaana
Mann bole mann bole, mann se jeena ya marr jaana hey..!
Sadda Haq Aithe Rakh (x8)
O Eco-friendly, nature ke rakshak
Main bhi hoon nature
Rewaazon se samaajon se
Kyun.....?
Tu kaate mujhe
Kyun baate mujhe iss tarah
Kyu sach ka sabak sikhaaye
Jab sach sunn bhi naa paaye
Sach koi bole to tu niyam kanoon bataye
Tera darr, Tera pyaar, Teri waah
Tu hi rakh rakh saala
Sadda Haq Aithe Rakh ......