Pyaar karna chot de sakta hai
Kabhi kabhi pyaar chot de sakta hai
Par sirf yahi toh hai
Jo mujhe pata hai
Aur jab yeh mushkil ho jata hai
Tumhe pata hai ye kabhi kabhi mushkil ho sakta hai
Sirf yahi to hai jo hame zinda hone ka ehsaas dilati hai
Ham is tasweer me apna pyaar rakhte hai
In yaado ko ham khud ke liye banate hai
Jinme hamari aankhe nahi band hoti
Dil kabhi nahi tut'te
Waqt hamesha thehra rehta hai
Isliye tum rakh lo mujhe
Pocket ke andar
Tumhari jeans ke
Mujhe paas pakad kar
Jab tak hamari ankhein nahi milti
Aur tum kabhi akele nahi hoge
Mere ghar lautne ka intazaar karna
Pyaar karna zakhm theek kar sakta hai
Pyaar tumhari aatma pighla sakta hai
Aur sirf yahi to hai
Jo mujhe pata hai
Main waada karta hu yeh aahsaan hojayega
Apne har ek purze se yeh yaad karlo
Aur sirf yahi to ham maut ke samay apne sath lejayenge
Ham is tasweer me apna pyaar rakhte hai
In yaado ko ham khud ke liye banate hai
Jinme hamari aankhe nahi band hoti
hamare dil kabhi nai toote
Waqt hamesha thehra rehta hai
Isliye tum rakh lo mujhe
Pocket ke andar
Tumhari jeans ke
Mujhe paas pakad kar
Jab tak hamari ankhein nahi milti
tum kabhi akele nai honge
agar tumne kabhi mujhe taklif di
toh woh thik hai jaanu, sirf shabd hi ghayal karte hai
inn panho ke andar mujhe pakad lo
aur mein tumhe kabhi nai chhodunga
mere ghar aane ka intazaar karna
mere ghar aane ka intazaar karna
mere ghar aane ka intazaar karna
Mere ghar lautne ka intazaar karna
tum mujhe rakh sakte ho
tum 16 ki thi tab mile hue necklace mein
tumhare dil ki dhadkan ke pass
jaha mein hona chahunga
tumhare aatma ke andar rakhna
agar tumne kabhi mujhe taklif di
toh woh thik hai jaanu, sirf shabd hi ghayal karte hai
inn panho ke andar mujhe pakad lo
aur mein tumhe kabhi nai chhodunga
jab mein duur hounga
mujhe yaad rahega kaise tumne mujhe chooma
lamppost ke niche
6 number ke raste par
tumhe phone pe dheere se baat karte hue sununga