Murali manohar mohana muraari
Har ek roop mein teri leela nyaari
Murali manohar mohana muraari
Har ek roop mein teri leela nyaari
Kahin tuti ho jo maakhan ki gagari
To khoje kanahiya yashoda ki nagari
Kahin tuti ho jo maakhan ki gagari
To khoje kanahiya yashoda ki nagari
Yun to hain woh saare jag ka vidhata
Jo maakhan pe aaye na chhode muraari
Murali manohar mohana muraari
Har ek roop mein teri leela nyaari
Sakha sang hoto hain chanchal kanahiya
Hain natakhat bada hi woh bansi bajaiyaa
Sakha sang hoto hain chanchal kanahiya
Hain natakhat bada hi woh bansi bajaiyaa
Chhede hain jab bhi bhi vraj gopi o ko
To mohe sakhiyon ko giridhar muraari
Murali manohar mohana muraari
Har ek roop mein teri leela nyaari
Kanahiya ke jaisa dayaalu…..
Kanahiya ke jaisa dayaalu sakha bhi
Hriday mein samaye na peeda paraayi
Tatpar sadda hi hunar ki madad ko
Ke adabhut hain teri leela muraari.