meri kali kaluti ke nakhre bade
meri kali kaluti ke nakhre bade
hans ki chal mein dekho o kauwa ude
meri kali kaluti ke nakhre bade
meri kali kaluti ke nakhre bade
kya hasina hai yeh ek nagina hai ye
kya hasina hai yeh ek nagina hai ye
barho mas tape wo mahina hai ye
abhi shola hai toh abhi masa hai ye
meri masuk hai ya ek tamasha hai ye
roz chehare pe aur ek chehara jade
o meri kali kaluti ke nakhre bade
meri kali kaluti ke nakhre bade
meri kali kaluti ke nakhre bade o sadke
badalkar kya fashion yeh surat badli hai
badalkar kya fashion yeh surat badli hai
bina par ki titli sawar kar nikli hai
laga du galo pe yeh bindiya kajal ki
nazar lag jaye naa haye kisi pagal ki
wo bache naa yeh jiske bhi palle pade
o meri kali kaluti ke nakhre bade
meri kali kaluti ke nakhre bade
meri kali kaluti ke nakhre bade kurban jawa