Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyaar mein ho jaayuun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyaar mein ho jaayuun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Tere dil mein meri saanson ko panaah miljaaye
Tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye
Jitne paas hai khushbu saans ke
Jitne paas honthon ke sargam
Jaise saath hai karwat yaad ke
Jaise saath baahon ke sangam
Jitne paas paas khwaabon ke nazar
Utne paas tu rahana hamsafar
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyaar mein ho jaayuun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Rone de aaj hamko tu aankhein sujaane de
Baahon mein le le aur khud ko bhig jaane de
Hai jo sine mein qaid dariya voh chuut jaayega
Hai itna dard ke tera daaman bhig jaayega
Jitne paas paas dharkan ke hai raaz
Jitne paas buundon ke baadal
Jaise saath saath chanda ke hai raat
Jitne paas nazaron ke kaajal
Jitne paas paas saagar ke lahar
Utne paas tu rahana hamsafar
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyaar mein ho jaayuun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Adhuuri saans thi
Dharkan adhuuri thi
Adhuure ham
Magar ab chaand puura hai falak pe
Aur ab puure hain ham