main aa gai hoon ( duniya main)wai wai
main aa gai hoon
piyar ki feryad per ( kiyun ke pukar raha tha)
main aa gai hoon
ta ke humare milan ho
main aa gai hoon
ae mere dilbar kash tum so saal (100 years) jeo
kaash tum mere sath reho,kash mere humsaya bano
kaash tum mere humsaya bano, ta ke tumhara haath mujhe saya de
shayed mere bechare muqadar ka tum hi naseeb ban jao (means u will be my destiny)
main aa gai hoon ( duniya main)wai wai
main aa gai hoon
piyar ki feryad per ( kiyun ke pukar raha tha)
main aa gai hoon
ta ke humare milan ho
main aa gai hoon
muhabbat aise mere dil ke midan main ai ke os ne apna khaima (gher )bana liya
muhabbat aise mere dil ke midan main ai ke os ne apna khaima (gher )bana liya
apni wafa ki zanjeeron se mere dil ke paon jakar lieye
ab ager piyar mere feryad ka jawab nahi deta
aye mere dil ,hae aye mere dil
aye mere dil
main aa gai hoon ( duniya main)
main aa gai hoon
piyar ki feryad per ( kiyun ke pukar raha tha)
main aa gai hoon
ta ke humare milan ho
main aa gai hoon
aajao ke mein aur tum milker yeh sab shor ker sath chalein
aa jao ke hum tum yeh sab chor dein
tu mera hath tham le main tera daman tham loon
aisa na ho ke (shiddat -e-muhabbat main woh muqaam aajae)hum dono bemar ho jaen
tu tanhai ke gham se ,aur main tere judai ke gham se (bemar ho jaen)
main aa gai hoon ( duniya main)wai wai
main aa gai hoon
piyar ki feryad per ( kiyun ke pukar raha tha)
main aa gai hoon
ta ke humare milan ho
main aa gai hoon