Tu toh teri yaad mein bhi swaad hai tera
Par aankhon ko manaau kis tarah
Hoton ki majaal kya jo kare yeh sawaal
Par dil ko main samjaau kis tarah
Sat ya asat hai yeh main kya jaanu
Jaise saase tere bina hui gum
Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan
Parda yeh jab hatt jaayega
Ambar ko dharti se milaaoonga
Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan
Bhoola bhoola khoya khoya bhatka phiru main
Teri chaha mein
Dak dak ankh murjaayi pathraai
Teri raah mein
Aankhon mein meri jo samaayega
Pankh bina hi udd jaaoonga main
Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan
Kabhi kabhi dhoop kabhi chaau tu hi hai
Pehchaan lu
Yaa toh mujhe hansa banaa le
Toh main tujhe jaan lu
Khushbhoo se jo tu bahaar aayega
Suraj ko god mein khilaaoonga main
Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan
Parda yeh jab hatt jaayega
Ambar ko dharti se milaaoonga
Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan