Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar
Pehli dafa maine
Jab usko dekha tha
Sansein gaai ye thehar
Rehti hai dil mein mere
Kaise bataun usse
Main to nahi keh saka
Koi bata de usse
Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar
Uski gali mein hai dhali Kitni hi shamein meri
Dekhe kabhi wo jo mujhe
Khush hoon main itne mein hi
Maine tarike sau aazmaye
Jake use naa kuch bol paye
Baithe rahe hum raat bhar
Jo pass jata hoon
Sab bhul jata hoon
Milti hai jab ye nazar
Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar
Kal jo mile wo raahon mein
To main usse rok loon
Uske dil mein kya hai chhipa
Ik baar main puchh loon
Par ab wahan wo rehti nahi hai
Maine suna hai wo ja chuki hai
Khali pada hai ye shehar..
Main phir bhi jata hoon
Sab dohrata hoon
Shayad mile kuch khabar
ho.. hmm..
Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar