current location : Lyricf.com
/
Songs
/
Ganga Mein Dooba Na Jamuna Mein Dooba lyrics
Ganga Mein Dooba Na Jamuna Mein Dooba lyrics
turnover timeļ¼š2024-10-05 21:37:47
Ganga Mein Dooba Na Jamuna Mein Dooba lyrics

ganga mein dooba na jamuna mein doobaa

ganga mein dooba na jamuna mein doobaa

doob gayaa re mera mann sajan

teri do ankhiyan mein

ganga mein dooba na jamuna mein doobaaa

doob gayaa re mera mann

sajan teri do ankhiyan mein

raahon mein khoyaa

na baaghon mein khoyaa

khoyaa mera baalaapan

sajan teri do ankhiyan mein

ganga mein dooba na jamuna mein doobaa

doob gaya re mera mann sajan

teri do ankhiyan mein

phoolon ke rang na chunri rangaaoon

taaron ka gehnaa na tan pe sajaaoon

phoolon ke rang na chunri rangaaoon

taaron ka gehnaa na tan pe sajaaoon

aanchal mein bhar loon

piya pyaar teraa

aise sajoon

sajke tujhko rijhaaoon

lehron mein jhaankoon

na darpan mein dekhoon

dekhoon ye nikhraa badan

sajan teri do ankhiyan mein

ganga mein dooba na jamuna mein doobaa

doob gayaa re mera mann sajan

teri do ankhiyan mein

ras mein nahaayee ye raat kaisee

hai chaandni mein barsaat kaisee

ras mein nahaayee ye raat kaisee

hai chaandni mein barsaat kaisee

saara badan hai paseene paseene

aankhon se toone kee baat kaisee

sholon mein dekheein na bijli mein dekheein

dekhi jo meethi jalan

sajan teri do ankhiyan mein

ganga mein dooba na jamuna mein dooba

doob gayaa re mera man

sajan teri do ankhiyan mein

raahon mein khoyaa

na baaghon mein khoyaa

khoyaa mera baalaapan

sajan teri do ankhiyan mein

ganga mein dooba na jamuna mein dooba

doob gaya re mera mann sajan

teri do ankhiyan mein

Comments
Welcome to Lyricf comments! Please keep conversations courteous and on-topic. To fosterproductive and respectful conversations, you may see comments from our Community Managers.
Sign up to post
Sort by