PYAAR MEIN PEHLI BAAR
Kitna sannaata
hai is puraane kamre mein
jab se hai tu chali gai
mere jivan se
main intzaar karta hoon
ki ye hava chale
meri or
aur vapas laae
usi junun ko jo hai chori ho gaya
aur kitne pal
jinhe ji gaye tu aur main
aur kaun kahega
ye khatm ho jaaenge
par main ab bhi maanta hoon
ke sabhi ka hal hota hai
ek andha bhi dekh sakta hai
ke chali jana ek galati thi
kyonki tu
hai sirf mere liye
ek jhalak aur mein gir gaya
pyaar mein pehli baar
main jeetaa hoon sirf tere liye
jis pal se tujhe dekha hai
pyaar mein pehli baar
kitne vaade
rahe hain adhure
aur ban gaye hain sapne
bina ant ke
main fir bhi maanta hoon
tu kisi din vaapas aaegi
aur sath laaegi
humari khushiyaan
aur kitne pal
jinhe ji gaye tu aur main
aur kaun kahega
ye khatm ho jaaenge
par main ab bhi maanta hoon
ke sabhi ka hal hota hai
ek andha bhi dekh sakta hai
ke chali jana ek galati thi
kyonki tu
hai sirf mere liye
ek jhalak aur mein gir gaya
pyaar mein pehli baar
main jeetaa hoon sirf tere liye
jis pal se tujhe dekha hai
pyaar mein pehli baar
Tu hai sirf mere liye
ek jhalak aur mein gir gaya
pyaar mein pehli baar
main jeetaa hoon sirf tere liye
jis pal se tujhe dekha hai
pyaar mein pehli baar
pyaar mein pehli baar