Teri baahon mein jo sakoon tha mila
Maine dhoondha bahut tha
Phir na milaa...
Duniya chhoona chaahe mujh ko yoon
Jaise un ki saari ki saari main
Duniya dekhe roop mera
Koi na jaane bechaari main
Haaye, tooti saari ki saari main
Tere ishq mein hoi Awaari main
Koi shaam bulaaye
Koi daam lagaaye
Main bhi upar se hansti
Par andar se haaye..
Kyun dard chupaaye baithi hai,
Kyun tu mujh se kehti hai
Main to khud hi bikhra hua.
Haaye andar andar se toota main
Tere ishq mein khud hi se rootha main
Main jee bhar ke ro loon
Teri baahon mein so loon
Aa phir se mujhe mil
Main tujh se ye boloon
Tu anmol thi
Pal pal bolti thi
Aisi chup tu laga ke gayi
Saari khushiyaan kha ke gayi
Haaye, andar andar se toota main
Tere ishq mein khud hi se rootha main
Haaye, teri hoon saari ki saari main
tere liye na saari main