mere aur us ke darmian faisla karo,koshish karo koshish karo
takay us ka tana mujhay na de sako,koshish karo koshish karo
apnay dil mein sirf aik ko jagha do,aik sirf aik ko
takay tum us se muhabbat kar sako,sirf usi se
magar agar hum dono tumhary sath houn,tum mera dil apnay pas nhi rakho gay
magar us ke sath, is tarah tum mujhay aur usay mehsoos karo gay
mein matlabi nhi hoon,matlabi nhi hoon, mujhay tum poray chahiyae ho
mein matlabi nhi hoon,matlabi nhi hoon, mein tum dono ko chor sakti hoon
kia tum ne faisla kar lia hai ke tum us ke sath raho gay ya mere sath?
nhi,ye kabhi nhi hoga aur ye sab jhoot hai,aur tumharay baad mein kabhi pyar nhi karun ge
beshak jo bhi tum mujhay batao aur jitni martaba btao
tum,khud hi,mere dil ko tasali do gay
kia tum mujhay wo alfaz batanay se dartay ho jo sach nhi? nhi meri jaan
lafz jo sachay nhi
tum ne mujhay nai zindagi di aur tum us mein ji rahe ho,ji rahay ho,ji rahe ho
tum aadhay us ke ho,aaday us ke ho,ji rahay ho,ji rahay ho
Aik dhoka mere liay aur Aik dhoka us ke liay, dhoka ho dhoka
Aur tum mujhay tasali de rahay ho ya usay? tumhare liay yeh ahsaas kitna takleef day hai
tum ne apnay dil ke do tukray kar diay hein is liay ke tum hamary liay koi jazbaat nhi rakhtay
na us ke liay na mere liay, na mein aur na woh aadhay ke sath khush reh sakain ge