Ae mere dil tu use yaad kar
Har gam mein us se phariyaad kar
Woh sunta hai jo bologe
Woh deta hai jo mangoge
Usse mang aur jeevan abad kar
Gum ko sukun aur dard se rahat
Be chain dil ko bhi chain deta wohi hai
Suraj ko roshni chanda ko chandini
Taaron ko pyari si de deta wohi hai
Yeh insaan to nadan hai maharvon to meharba hai
Yuon apne jeevan ko na barbaad kar
Uski panah mein aake duniya hansi lage
Uska hi le karke naam banjaye har kaam
Mausam ko taazgi phoolo ko khushbu
Vishwas man ko mile subha aur shaam
Yeh dada hai to bande hum yeh roshni hai andhe hum
Khud ko andhere jag se azad kar