current location : Lyricf.com
/
Songs
/
Dil ko karaar aaya [Dil ko karaar aaya] [English translation]
Dil ko karaar aaya [Dil ko karaar aaya] [English translation]
turnover time:2024-07-04 00:42:47
Dil ko karaar aaya [Dil ko karaar aaya] [English translation]

Dua bhi lage na mujhe

Dawa bhi lage na mujhe

Jabse dil ko mere tu laga hai

Neend Raaton ki meri

Chahat baaton ki meri

Chain ko bhi meri

Tune yu thaga hai

Jab saansein bharun mai

Band aankhenn karu mai

Nazar tu yaar aaya

Dil ko kaarar aaya

Tujhpe hai pyaar aaya

Pehli Pehli baar aaya

O yaara

Dil ko kaarar aaya

Tujhpe hai pyaar aaya

Pehli Pehli baar aaya

O yaara

Ar roz Puchein yeh hawayein

Hum toh bata ke haare

Kyun Zikar tera karte

hai humse taare

Ar roz Puchein yeh hawayein

Hum toh bata ke haare

Kyun Zikar tera karte

hai humse taare

Ab Kisse hai tere

Inn hothon pe mere

Izhaar aya yaara

Dil ko kaarar aaya

Tujhpe hai pyaar aaya

Pehli Pehli baar aaya

O yaara

Dil ko kaarar aaya

Tujhpe hai pyaar aaya

Pehli Pehli baar aaya

O yaara

Comments
Welcome to Lyricf comments! Please keep conversations courteous and on-topic. To fosterproductive and respectful conversations, you may see comments from our Community Managers.
Sign up to post
Sort by
Show More Comments
Neha Kakkar
  • country:India
  • Languages:Hindi, Punjabi
  • Wiki:https://en.wikipedia.org/wiki/Neha_Kakkar
Neha Kakkar
Latest update
Copyright 2023-2024 - www.lyricf.com All Rights Reserved